Internet ke speed badhane ke 4 tarike?

intetnet ki speed kaise badhaye created by hindivhelp blog admin jpg,png,gif
Internet ki speed kaise badhaye
Or 2g ko 4g ki raftar se chalaye..
Sabhi company lagatar new new data plan lunch kar rahi hai lekin kai sare phone me internet slow chalta hai jiske karan user paresaan ho jate hai
Humne isi problem ka solution is post me batane ka.prayas kiya.
Smartphone ki speed kaise badaye
Internet speed booster
Is app ko google.palystore se download kar le free hai install karne ke baad “start boost” pr click kare..
Iske baad aapke internet ki.speed badh jayegi..
Internet booster and optmizer


Is app ki khas baat ye hai ki ise we user bhi use kar sakte hai jinka smartphone root nhi hai..
Kyuki is tarah ke app use karne se pahle apne smartphone ko root karna parta hai..


Lekin is app ko.bina root mobile me bhi chala sakte hai
Yah tool mobile me jayda internet kharch karne wale app ko rokkar cache memory or DNS ko flash Karke speed boost karta hai.. to ye bhi ek best tool app hai..







open singnal(ओपन स्गिंनल)


Ye app aas-pass ke wi-fi hotspot,2g,3g,4g volte support karne wale network ki jankari user ko interface ke saath deti haiye app apko wi-fi singnal strenth internet speed or hotspot location ka navigation bhi dikhayegi.
Is app me inbult map diya gaya hai jisme wi-fike sabhi hotspot dikhai dega 
Saath hi aapko ye bhi batata hai ki kaha sabse jayda speed wala hotspot hai.
Ye bhi best hai










Speedtest.in



Ye app bhi best hai ye app bhi aapke smartphone ke.liye bahut kaam ka hai
But ye app internet ki speed to  nhi badhati but app iski help se app apne 2g,3g,4g ir wi-fi network ki speed test kar sakte hai

Is app ke jariye app telecome company se sikayat bhi kar sakte hai

Is app ke jariye aap downloading or uploading ki speed pata kar sakte hai
To kaise lagi ye post hame jarur bataye and kaun se app ka istemal karne pr internet fast chalne laga ye vi hame jarur bataye..

Share on:

My Name is manish i am the founder of this successbranch blog. the main objective this blog is to promote hindi in the world . for this, i share all kinds of information here in hindi Learn More

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.