Paytam se bank account me paisa kaise transfer kare?
Wellcome friends aaj hum is post me janange ji paytm se paise bank me transfer kaise kare
Patyam se kisi bhi bank account me paisa .kaisa transfer kiya jata hai..
India me jabse modi sarkar aayi hai tabse india me bahut devlop huya hai sarkar sabhi chijo ko digitallize karna chahati hai aise me aap ghar baithe hi saare kaam kar sakte hai..
Agar aapko bank me paise jama karna ho but aapke pass time n ho aise me aap bank nhi ja paate hai kyuki bank me jane pr aapko apna kaam chhorkr hi jana padta hai
Dekhiye kaise aap ghar baithe hi bank me paisa transfer kar sakte hai
Iske liye paytam app user hona jaruri hai agar paytam app use nhi karte hai to pYtm app download karke usme account bana le
Step by step follow kare.
Step.1 sabse pahle paytm app open kare.open karne ke baad aapko sabse top pr “add money” option pr click kare..
Step.2 iske baad aapke samne ek new tab open hogi jaha sabse top pr aapko apne wallet ka bailance or wallet ka option dikhega aapko wallet pr bane option pr click karna hai
Step.3 aapke samne ek naya option hoga jaha aapko wallet bailance ke thik niche ek side pr “send money to bank” option pr click kare..
Step.4 phir ek new tab open hoga uske upar likha hoga “transfer bailance to bank” uske baad transfer option pr click kare
Step.5 ab ek form open hoga jisme aapko ammount,account holder ka naam,account number,or ifsc code bharna hai
Ifsc code ko verifiy hone me thoda time lagta hai
Verify ho jane ke baad “send money” pr click kare iske baad aapke paise aapke bank account me chale jayenge..
To
Kaisa laga ye post hame comment me jarur bataye agar koi problem ho
to.comment kare hum aapki problem ko solve karne ki kosis karange