Mobile se template edit kaise kare

Mobile se template edit kaise kare
mobile se template edit kare 100% computer ki tarah
Hello friends wellcome this website aaj ke is post me humne bataya hai ki template ko mobile se edit kaise karte hai
Note : aapne bahut se website me padha hoga ki quick edit  app se template ko edit ke bare me but isme maine quick edit ke bade me bilkul bhi nhi batYa hai ..
Waise to template ko edit karne ke liye pc,laptop,etc hi upyukt hota hai but sab ke pass hota nhi hai To hum mobile se hi template ko edit karke website ko beautiful look de sakte hai..
Kyuki website ka design jitna accha hoga utne hi visiter aapke website me intrested honge
Isse aapki website bahut popular ho jAyegi..
To,
Step by step follow kare or apne website ko best look de sakte hai

mobile se template ko edit karke…

Step.1 jota text app install kar le google playstore se free hai
Step.2 install ho jane ke baad app ko open kare  uske baad 3 … dot pr click kare
Step.3 click karne ke baad file pr click kare uske baad aapko bahut sare option aayenge usme se aapko “open ” pr click kare
Step.4 ab template slect kare Ab aapke samne template open ho jayegi ab jo bhi edit remove add karne chhate hai kare search kare or edit kar sakte hai
To kaisa laga ye post hame jarur batYe Agar aapko template choose karne me presaani ho rahi hai to hamse contact kare hum apko template denge..

Share on:

My Name is manish i am the founder of this successbranch blog. the main objective this blog is to promote hindi in the world . for this, i share all kinds of information here in hindi Learn More

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.