Blogger Blog Me Important Basic SEO Settings Kaise kare
HELLO Dosto Aaj hum bat kre ge blogger blog me important basic seo settings kaise kare.
kya aap jante hai jab hum koi new blog banate hai to basic seo settings enable karna kitna jarori hota hai.
SEO Blog Me Kya Kam Karta Hai
Dosto aap ne dekha hoga aap jab koi
baat google pe search kar te hai to bhut se post ( article ) aap ke samne aate hai ye sab seo ke help se hi aap ke samne show hote hai or agar aap ek blogger hai ya aap ka blogging me interest hai to aap ko blog (website) banane ke bad basic seo settings ko enable karna hi hoga varna aap ki koi bhi post (article) apne blog pe publish kro ge to vo logo tak nhi pahuch payegi na hi wo search engine me show hoge.
dosto seo se google search engine ko blog ke bare me pata chal ta hai ki hum apne blog (WEBSITE) pe kya likh kre hai or logo se kya shere kar rhe hai or agar aap ka blog (website) search result me show nhi hoga to aap ke blog pe koi visit bhi nhi kar payega kyoki logo ko humare blog ke bare me pata hi nhi chalega is liye blog banane ke bad hume pehle basic seo set kar lena chahiye.
Blogger Blog Me Important Basic SEO Settings Kaise kare
Step.1 Aap ko sab se pehle apne blog ki settings me jana hai or Basic pe click karna hai.
Ab aap ke samne jo setting aayi hai hume is me hi setting kar ne hai.
1.Title– is me humare blog ka name aata hai mera blog ka tittle HindivHelp hai
2.Description– is me hum apne blogke bare me bata sakte hai ki hum apne blog pe kya shere kar te hai jaise me hindi v help karta hu to mera description Online Internet Ki Puri Jankari Hindi Me.
ye mere blog ki description hai or hum is me 500 words ki description dal sak te hai is ke liye hume edit ke option pe click karna hai or description dalne ke bad save pe click karde.
3.Privacy– ye option important hai aap dekh sak te hai privacy ke aage likha hai Listed on Blogger.
Visible to search engines.
is ka matlab hai kya aap apna blog ki privacy logo se shere karna chahte hai dosto hume apne blog ki puri jankari public rakhni hai is ke sath me edit ka option hoga us pe click kar ke dekh le kiyes pe hai na agar nope hai to dono option pe yes kar de or saveke option pe click kar de.
4.Blog Address– is me aap ke blog ka URL show ho rha hoga (EX) hindivhelp.blogspot.com or is ke aage edit ka option hoga vo is liye hai agar aap ne apne url me koi mistake kar de ho koi word galat likh diya ho to edit pe click kar ke us ko thik kar sak te hai thik kar ne ke badsavepe click kar de.
Ab dosto hume nheche aana hai nheche or bhi options hai.
5. HTTPS redirect –is option se aap apne searching url me se www. ko remove kar sakte hai jaise hindivhelp.blogspot.com is ka fayda ye hai ki jab koi aap ki website pe aana chahe ga to us ko www. nhi lagana pade ga wo direct hindivhelp.blogpost.com likh ke aap ke blog pe visit kar paye ge www. ko remove karne ke liye jo No likha hai us pe click kar ke use Yes kar de.
6. Blog Authors– ye option bahut impotent hai is ki post me jalt hi shere krega par abhi me aap ko kuchbata deta hu is ke bare me is me jo email show ho rhi hai ye email admin ki hote hai yani aap ki agar aap chaheto is me or email ids add kar ke kisi or ko bhi admin bana sak te hai or agar aap kisi se apne blog me koi post likhwana chahte hai to us ke liye kisi ko add bhi kar sak te hai is post ka link aap ko jald hi milega us ko me yhi pe shere kyrunga.
7. Blog Readers –ye option aap ke liye hai jo post ( article ) aap apne blog pe shere karte hai kya aap us ko private rakhna chahte hai ya public kar na chahte hai to aap is ko publicpe hi rehne de kyo ki aap ko apni post apne visitors se shere karni hai waise to ye pehle se hi publicpe set hote hai agar nhi hai to kar le is pe jo edit ka option hai us pe click kar ke aap us ko public kar de or save pe click kar de.
Ab aap ne apne blog ki basic settings ko set kar liya hai or agar aap ko humse kuch puch na hai to comment me puch sak te hai. Agar accha lage to share jarur kare