Hello friends is post me humne yah bataya hai ki smartphone ko reset kaise kare…
Reset kyu jaruri hai smartphone ke liye .
Smartphone ko reset karne se mobile ke sabhi virus khatm ho jata hai
Or.aap agar kisi parkar ki galt setting kar lete hai or agar thik.nhi ho raha hai to reset karne pr thik ho jata hai..
Or.aap agar kisi parkar ki galt setting kar lete hai or agar thik.nhi ho raha hai to reset karne pr thik ho jata hai..
Smartphone ko reset karne se nuksaan
Smartphone ko reset karne pr aapke mobile me jitne bhi app install honge yani.ki.aapne jo.install kiye honge wo kahtm ho.jayenge..
Or phone me jitne videos photos rahange wo sab kahtm ho jayenge
Reset karne se pahle phone ka.backup kr le
Niche dekhe …
Step.1 phone ki setting file me jaye..
Step.2 backup & reset pr click kare..
Step.3 factory data reset.pr.click.kare.
Step.4 uske baad reset pr click kare..
Ab agar aapne mobile.me jo lock.lagaya hai wo dale
Step.5 erase Everything pr tap/click kare
Ab mibile.off ho jayega or kuch second baad on ho jayega
mobile.reset.ki.parkriya shuru ho jaygi
Kuch.der baad aapka mobile automatic.on ho jayega
Uske baad email pasward etc:-daale aapka phone reset ho chuka hai
Notice; phone reset tabhi kare jb battery 30% se upar ho agar battery low hone pr reset karange to.reset nhi hoga ..
Accha lage to comment me hame jarue bataye:-) 🙂