Mobile number ko aadhar card se link Kaise kare
Hello friends aap sab ko to ye pata hi hoga ki aadahar card se mobile number ko link karana hai aisa nhi karne pr aapake sim ko band kar diya jayega
Aadhar card ki जरूरत sarakri ho private private sabhi me anivaryz kiya gaya hai jaise ki bank account ko aadahr se link karana pan card ko aadhar se link karna or ab mobile number yani ko sim ko aadhar se link karna ye to शुरूआत है aane wale samaye me pata nhi kin-kin chijo ko aadhar se link karna पडे़
To ,
Aaj के post aadhar card ko sim se link kaise kare पढे़
[Note; jo mobile number aadahr card me registerd hai use hi dale dusara mobile umber se link nhi hoga ]
आधार को सिम से connected kaise kare
First.1 ] Uidai.gov.in website pe jaye
Second.2] website open hone ke baad verify Email/ mobile Number PR tap/click kare
Third.3 ] ab aapke samne form ki tarah new page open hoga
Aadhar number>mobile number >OTP
*Aadhar number dale
*Email wale box ko khali rhane de
*Mobile number dale
*text code dale 4 anko ka
*Submit pr click kare
Ab Jo sim ka number aadahr card me registerd hai uapar uspe OTP (ONE TIME PASSWARD) aayega usko box me inter kare
or submit pr click kare submit hone ke baad aapke mobile pr message aayega jaise submit hone ka message dikhega
Is trah se aap apna mobile number ko aadhar se link kar sakte hai and bahut hi easy method hai