Website Blog banane ke baad keya kare full Guide

Website banane ke baad kare full guide 
Post kaise likhe
Template choose kare
Template ko XML me convert Kaiser kare
Template upload kaise kare
 

Hello friends Maine पिछले post me bataya tha ki website blog kaise banate hai..

Or aaj me is post me hum batane ja rahe hai ki website  banane ke baad keya kare Website banane ke baad एक best seo friendly template choose karna
Ye sab se pahle ek baat bats deta hu ki Blogger pr Jo blog hum banate hai use hame search counsel me add nhi karna parta hai kyuki Google aapke blog ko automatically add kar deta hai agar विश्वास ना हो to search counsel me dekh sakte hai
Ha agar aapka blog WordPress me hai to aapko search console me add karna पड़ेगा

Website blog ke liye best template choose kaise kare

Mai aapko suggest karunga ki aap niche diye gaye template me se choose kare kyuki ye sabhi template fully seo friendly hai..
(1) minima cloured 3
(2) VIPI templates
(3) Evento event
(4) sora blog
(5) Evently
(6) Earth pro
Ye template fully seo friendly bhi hai
Or best design bhi
Template choose karne me baad template ko XML me convert karna
Kyuki template download ZIP ME hota hai or blogger PR ZIP allow nhi hai… to template ko hume XML me convert karke blogger me upload करना होता है
Template ko XML me convert Kaise kare……

⬇नीचे दिए गए लिंक पर क्लिक करे⬇

https://hindivhelp.blogspot.com/2017/09/templete-ko-zip-se-xml-me-convert-kaise.html
⬆•••••••••••••••••••••••••••⬆
Template ko XML me convert karne ke baad template ko Blogger PR upload karna

Blogger Blog me template upload kaise kare

*Blog ke dashboard me jaye
*Theme PR click kare
edit template
*uske baad restore/Backup pr click kare
*uske baad choose file pe click kare ab aap apne file manger me पहुँच जाएगें ab Jo template ko XML me convert kiya tha उसे सेलेक्ट करें ..
upload template
*uske baad upload PR click kare kuch second me aapka template upload ho jayega..
Upload ho Jane ke baad widget ko add or remove karna hai..
Kyuki template me एक widget 2 जगह hote hai ..

वैसे Blogger template me सभी widget hote है अगर नही है तो नीचे पढे़…

Widget ko add or remove karne ke liye Blogger ke dashboard me theme ke upar LAYOUT pr click kare
Uske baad jo aapke blog me jitne widget add honge वो सारे दिखेंगे unme se jise remove karna hai uske साइड मे  edit pr click kare
How to remove another widget
New page open hoga usme कुछ ऐसा दिखेगा

Save> cancel>remove

Aap remove pr tap/click kare
Jitne bhi widget remove karna hai aise hi remove kar de…
Ab

Blogger me widget kaise add kare

Blogger me widget add karne ke liye add a gadget PR tap kare…
How to add widget
Aapke samne ek new page open hoga.
Unme se jo blog me add karna hai us pr tap kare or uske baad new page khulega

save>cancel>remove

Save pe tap kare aapke blog me WO widget add ho chuka hai aap chahe to blog ko open karke dekh sakte ➡➡➡

इसके बाद हमे पोस्ट लिखना है नीचे पढे़

ब्लाँगर ब्लॉग मे पोस्ट कैसे लिखे .↘↘↘

Blogger मे post hum 2 तरह से लिख सकते है (1) blogger ke dashboard me jaker
दुसरा
(2)  blogger app se
पहले blogger ke dashboard me jaker
Post > new post पे ,click kare…
How to write a new blogger in new post
Ab ek new page open hoga usme aap likh sakte hai bada box me aap post likhe and chota box jisme tittle likha hoga usme tittle likhange..
new post Kaiser likhe how to write a new article on new blogger
Tittle keya hai jab hum post likhange  website banane ke bare
Me to hum uska tittle रखेंगें
website kaise banaye…
(2) blogger app se post likhne ke liye hame blogger app install karana hoga
Uske baad open karne PR 2 option aayenge …,
(1) first me aapka jo email hai
(2) add account
Aap Email slecet kare
App open ho jayega
App me post kaise likhe…
*app open kare
Open karne ke baad app me upar pen jaisa hoga uspe click kare….

*aapke samne 3 box show honge

*Post tittle

*post content

*Label

new post blogger app she kaise likhe
Post tittle ; me Jo post likh rahe hai uska tittel likhe..
Post content ; me jiske bare me likhna hai WO likhe…
Lebal ; me agar aap Website ke bare me likh rahe hai to website dale…
Uske baad  DONE PR tap kare
Ab agar aap post ko publis karna chahte hai to aisa wale option ⏩⏩pr click kare

Aapka post publish hone legaga or kuch hi second me aapka post publish ho jayega….

Ye post tha  website banane ke baad keya kare or padhne ke liye hamare website pr visit karte rahe jald hi hum new post likhange aap chahe to new post apne mobile PR Pane ke liye follow by email me apna email submit kar sakte hai

To friends kaisa laga ye post hame जरूर बताए !

Share on:

My Name is manish i am the founder of this successbranch blog. the main objective this blog is to promote hindi in the world . for this, i share all kinds of information here in hindi Learn More

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.