Skin ka khayal rakhe thand ke mausm me ..

Sardi ka mausm aane me kuch samaye baki hai
Isme vyakti ko apne skin ka carefully care karna parta hai
Barna skin me problem aa jati hai
Apni skin twvha ka khayal kaise rakhe….
Isi ke bare me ye post hai
Is post ko padhakar aap apni skin ko care  rakhe 🙂 🙂

(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});

1.पानी खुब पीएॅ ।
Thand ka mausam skin ko rukha bana deta hai.or saath hi saath skin ki nami rakhne isse shvast rakhne ke liye pani khub piye.
Yah sharir ki gandgiyo ko bhar nikalta hai
Or isse skin me chamak aati hai
Aap agar kisi doctor ke pass bhi jaye to aapko doctor bhi yahi advise denge.
2.गहरी सफाई ।
Sab jante hai ki thand me handi chijo se dur rahna hi pasand hai
Lekin.is mausam me skin ka bhi to.care karna parta hai:-) 
दही और चीनी का स्क्रब ka istemal aapke त्वचा ke liye accha sabit hoga :
Is scrab ko acchi tarha se pryog krne se skin ka jo मृत chamra hota hai..
Ye dahi me majud latcik asid twacha ko saaf kar deta hai
Or mulayam rakhata hai..
Chini glaicol asid ka prakritik shrotra hai jo twacha pr jami gandgi ko hatakr
skin ko chamakdar banata hai
3.Mouschoriz karan na bhule ..

(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});

Sardi ke mausam me twacha nami kho deti hai.isliye jaruri hai ki uski dekhbhal acchi tarah se kiya jaye ..
Uski nami banaye rakhnr ke liye moschoring jaruri hai.
Iske atrikt conditioning aapke twacha ko mulaym rakhne me madaad karta hai
4. Sunscreen jaruri hai..
Sardi ke duran gharmhat ke liye adhikans log dhup ka maza lete hai..
Lekin aksar log ye bhul jate hai.sardi me surya ki roshni hanikarak kirano  UBA UBB se aapki twacha ko nuksaan pahucahti hai..
Isse twcha par jhuriya or dane parne lagte hai…
Aap is post me diye gaye tips  ko follow kare aapka twacha pr kabhi pimple jhuriya kabhi nhi aayaga or hamesa skin chamakdar bani rehagi…

Share on:

My Name is manish i am the founder of this successbranch blog. the main objective this blog is to promote hindi in the world . for this, i share all kinds of information here in hindi Learn More

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.