Templete ko zip se xml me convert kaise kare.

Hello.dosto aap sab jante hai ki blog ho  kaise bhi sabse jaruri templete hota hai Templete sabhi zip file me download hota hai. jo  ki mobile se zip me blog pr upload nhi hota hai Iske liye templete ko zip se xml.me convert krna parata hai.
Or iske liye bahut sare online website bhi hai.
Lekin mai aapko ek short or easy step bata raha hu.
Jo simple se simle blogger zip se xml.me templete  convert kr sakta hai.

zip ko xml me convert kaise kare

Aap niche diye gaye step ko follow kre …
Step.1 sabse pahle zip-unzip-unrar aap download kre.
Zip unzip unrar
( Download google ya google play store se kr le .)
Download krne ke baad install kare
Step. 2 install hone ke baad app ko open kare ….
Step.3 open krne pr aapko 3 option milenge usme se aapko unzip select krna hai
Step.4 select krne ke baad AAP DIRECT FILE MANAGER ME.PHUCH JAYNGE USKE BAAD JO TEMPLETE KO XML.ME.CONVERT KRNA HAI USE SELECT KRE
OR NICHE EXTREXT PR CLICK.KR DE …
AB AAPKA THEME ZIP SE XML ME CONVERT HO CHUKA HAI.
AAP FILE Manager me jaker cheak kr leOr.iske.baad upload kare

Or ha unme se wahi slect kre jisme last me xml likha ho
Agar convert me koi problem aaye to contact form.me aap apna problem bataye hum aapki.problen solve krne ki kosis krange

Trick.2

Ye tricks..se bhi aap templete ko zip.se xml.me convert kr sakte hai.

Iske.liye aapke.mobile me.file.manager hona chahiye agar nhi hai to download ka le.

Uske baad aap doc file ko.open kare usme.se jise xml.me.convert karna hai.
Use slect kare …….

Or niche 3  …dot dikhai denge uspe click kare….

Click karne  pr aapko kai saare options milenge unme se aaap extract pr click kr de aapka templete xml.me convert ho chuka.hai

Templete upload kaise kare?
Read more…..

To kaise lagi.ye post hame jarur batay
Taki phir se hum shot post but work.krne wali.post likhe

Agar aap apne email pr hamare new post ko pana chahate hai to subscribe kare….

Thaks

Agar is trick se AAPKA KAAM HO JAYE TO COMMENT ME. JARUR BATAYE

Share on:

My Name is manish i am the founder of this successbranch blog. the main objective this blog is to promote hindi in the world . for this, i share all kinds of information here in hindi Learn More

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.