Welcome friends aaj ke is post me hum batane ja rahe hai train ka live (current) location kaise pata kare
Aap train se kahi ja rahe hai or aap ko ye malum nhi hai ki agli station kaun si hai or aage kitne station aane wala hai ye sab agar aapko pahle hi pata ho jaye,
iske liye aapke apne smartphone me sirf
Ek application install karni hai or aap apne mobile se ye pata kar lenge ki abhi aap kaun se station pr hai abhi kaun station kitni dur hai etc..
Jante hai ki kaise hum kisi train ki live location ka pata kare
Aap niche bataye gaye step ko follow kare hamne yaha kai tarika bataya hai jisse train ki current location ki jankari mil jayegi
➡ Trick.1
Sabse phale aap iss 7349389104 whatsapp Number ko apne mobile me Save kar le mobile me train live loaction name se save kar le
Step.2 ab aapko jis bhi train ka current location ki jankari chahiye aap us train ka naam ya number whatsapp me jaker message kare aapko usi time location ki jankari mil jayegi.
Ye first and aasan trick hai hai kyuki aisa koi bhi nhi hai jo whatsapp chalata nhi ho isliye isse ek baar try jarur kare…⏪
➡ Trick .2
Step.1 Google play store se aapko ek app install karni hai ⏩ where is my train ⏪ ye app aapko google play store me free me mil jayegi
Install karne ke liye google playstore open kare search box me jaker where is my train search kare
Aapke samne aap ka naam or icon aa jayega app pe tap kare uske baad install pr tap kare app install hone lagega
App install ho jane ke baad use open kare
Step.2 Application open kare or Language (bhasa) Slecet kare or Submit pr tap kare
Step.3 Uske baad kaun se station se kis station pe jana hai wo dale
Mumbai se delhi jana hai to upar mumbai type kare or niche delhi or find pr tap kare mumbai se delhi jane wali jitni train uss day me runing karti hai uski list aa jayegi
Step.4 uske baad train name pe tap kare
train name pe tap karte hi aapko wo train kaha hai kis station pe hai uss place ka naam aa jayega
iss trah se hum kisi bhi train ka live location pata kar sakte hai
friends kaise laga ye post hame jarur bataye or iss post ko Social media me jarur share kare
I like this article, useful stuff on here : D.