Free me gmail account kaise istemal kare ?

1507426062719
Hello dosto. Aap sab jante hai ki aaj ke samye me sabse jayda log gmail account ka upyog karte hai.
Kisi bhi tarah ke message file text pdf etc.. send karna ho to.gmail ka hi upyog karte hai..
Or aaj hum usi se related post likh bata rahe hai is post me
Free me gmail kaise chalye .
Offline gmail.ka istemal
Niche diye gaye step ko follow kare …
Gmail account ko offline shuru karne ke liye internet jaruri.hai
Step.1 crome browser me apne gmail account ko open kare .
Step .2 gmail open hote hi setting me jaye .

Waha sabse last me jaye.aapko gmail offline tab dikhai dega .

Tab pr click.kare.click.karte hi crome browser ke liye GMAIL KA EK offline extantion open ho jayega !
Ise install kar le..
Bus kuch hi second me offline GMAIL APP aapke crome browser me install ho jayega ab aap iska istemal kar sakte hai
Note ; offline me gmail ka istemal karne se pahle aapko crome browser ke app me jana hai crome browser me left side upar aako color dots dikhai denge ..

Wah app driver hota hai

Iske alava aap new tab me jaye

CROME://apps/

Likh kar crome me ja sakte hai

Yaha aapko offline gmail.app milega 
Yah app install hote hi aake email se conected ho jata hai
Isme aap apne hisab se by default set kar sakte hai
Isme aapke sabhi email.jaise
Social started sent matlab ki sabhi subidha milegi
Yaha new email compose karne ki subidha bhi milegi.or use save kR de jab aap internet chalu KareNGE AUTOMATIC MESSAGE SENT HO JAYAEGI
AAP BINA INTERNET KE OFFLINE ME APNA EMAIL CHEAK KAR SAKTE HAI

Share on:

My Name is manish i am the founder of this successbranch blog. the main objective this blog is to promote hindi in the world . for this, i share all kinds of information here in hindi Learn More

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.